Bade Din Huye Song Lyrics – Armaan Malik | Love In Vietnam | Shantanu M, Avneet K, Kha Ngan
Bade Din Huye Song Lyrics English
Khwab Jo Dekhta Tha
Jisko Mein Dhoondhta Tha
Woh Meri Ab
Hakeeqat Ban Gayi
Abhi Gaur Se
Use Dekh Paaya Nahin
Kehna Tha Jo
Keh Bhi Paaya Nahin
Kisi Aur Pe Kabhi
Is Tarah Dil Aaya Nahi
Bade Din Hue
Kuch Is Tarah Muskuraya Nahi
Dekhte Hi Tumhein
Jeene Lagta Hoon Mein
Khud Se Zyada
Fikr Teri Karta Hoon Mein
Mere Khuda
Karoon Tera Main Shukriya
Tune Diya
Jo Socha Bhi Nahin
Itna Sukoon
Laya Hai Tu
Pehle Kyun
Aaya Nahin
Zindagi Tu Yahan Se
Mud Ke Pichhe Na Jaana
Mujhko Meri
Manzil Mil Gayi
Tujhko Pehle Se
Behtar Samajhne Laga Hoon
Jab Se Woh
Duniya Ban Gayi
Use Rakh Loon Main
Sabse Chhupa Kar
Kisi Aur Ke Baare Mein
Sochu Nahin
Bade Din Huye Lyrics in Hindi
ख्वाब जो देखता था
जिसको मैं ढूंढता था
वो मेरी अब
हकीकत बन गई
अभी गौर से
देख पाया नहीं का प्रयोग करें
कहना था जो
कह भी पाया नहीं
किसी और पे कभी
क्या तरह दिल आया नहीं
बड़े दिन हुए
कुछ इस तरह मुस्कुराया नहीं
देखते ही तुम्हें
जीना लगता हूं मैं
ख़ुद से ज़्यादा
फ़िक्र तेरी करता हूँ मैं
मेरे खुदा
करूं तेरा मैं शुक्रिया
तूने दीया
जो सोचा भी नहीं
इतना सुकून
लाया है तू
पहले क्यों
आया नहीं?
जिंदगी तू यहां से
कीचड़ के पीछे ना जाना
मुझको मेरी
मंजिल मिल गयी
तुझको पहले से
बेहतर समझने लगा हूं
जब से वो
दुनिया बन गयी
राख लून मेन का प्रयोग करें
सबसे छुपा कर
किसी और के बारे में
सोचु नाहीं
written by Rashmi Virag
